Ishq Key Khayaal Bohat Hain..
Ishq Key Charche Bohat Hain..Sochte Hain Hum Bhi Kar Le Ishq..
Par Sunte Hain Ishq Mein Kharche Bohat Hain.
बादल हो या बियर का नशा… अचानक से छा ही जाता है…
प्यार हो या चेहरे पे पिंपल…सबकी नज़र मे आ ही जाता है..दाँत का दर्द हो या गर्ल फ्रेंड की शादी, आँखो मे आँसू आ ही जाते है……
Thukra De koi Toh Dil Toot Jata hai
Toot Jati hai Yadein,Jab koi Apna Samaj Nahi Pata hai
Sach Kahte hai Duniya wale
Insaan Sabse Jeet kar,
Ant mein Apno se Haar Jata hai…
Jhuki palko Se Unka Didar kiya humne........
SAB kuch bhula ke unka Intzaar kiya humne........
Wo jaan Hi Na paye Zazbat mere........
Jinhe Duniya Me Sabse jyda Pyaar kiya Humne.........
Smjh Jaate The Hum Unki Har
Baat Ko, Aur Wo Hume Har
Baar Dhoka Dete The, Lekin
Hum Bhi Majboor The Dil
Ke Haaton, Jo Unhe
Baar Baar Mokaa Dete The!
Baat Ko, Aur Wo Hume Har
Baar Dhoka Dete The, Lekin
Hum Bhi Majboor The Dil
Ke Haaton, Jo Unhe
Baar Baar Mokaa Dete The!
Satish Dwivedi...
Dil me tamannaon ko dabana seekh liya,
Gam ko ankhon me chhipana seekh liya,Mere chahre se kahin koi baat zaahir na ho,
Daba ke hothon ko hamne muskrana seekh liya…...........
मुझे ही नहीं रहा शौक़ -ए मोहब्बत वरना,
तेरे शहर की खिड़कियाँ इशारे अब भी करती हैं..
ऐ सनम अगर ईश्क मे नेतागिरी चलती तो..!!
धरना देकर तुझे कभी का पा लिया होता..
Ye Dil barbaad Karke is Mein Kyun Abaad Rehte Ho
Koi Kal Keh Raha Tha Tum Allahabad Rehte HoYe Kaisi Shohratein Mujhko Ata Kar Di Mere Maula
Main Sabh Kuch Bhool Jaata Hoon Magar Tum Yaad Rehte Ho
Kisi Ki Chahat Me Barbad Ho Gaye
Apni Hi Khushiyon Ke Khilaf Ho Gaye,
Chale The Hum Sab Ko Khushiyan Dene
Aaj Khud Apni Khushi Ke Liye Mohtaj Ho Gaye...!!!
Yeh meri talash ka jurm hai ya meri wafa ka qasoor
Jisy dil k jitna qarib lao,wo itna hi bewafa nikalta hai
Har kadam pe dhoke milte rahege
par fiza me phool phir bhi khilte rahege
yeh haqeeqat hai lowg aksar badal jate hai
par phir bhi anjaano se dil milte rehte hai..!!
par fiza me phool phir bhi khilte rahege
yeh haqeeqat hai lowg aksar badal jate hai
par phir bhi anjaano se dil milte rehte hai..!!
Aaj Ka Daur-e-Zindagi Message on Life For Friends
सबकी जिंदगी बदल गयी
एक नए सिरे में ढल गयी
कोई gilfriend में busy है
कोई बीवी के पीछे crazy हैं
किसी को नौकरी से फुरसत नही
किसी को दोस्तों की जरुरत नही
कोई पढने में डूबा है
किसी की दो दो महबूबा हैं
सारे यार गुम हो गये हैं
तू से आप और तुम हो गये है
कोई hello बोल कर formality करता हैं
कोई बात न करने के लिए guilty करता हैं
वक़्त वक़्त की बात हैं
किसी ने number save किया
किसी ने अजनबी सा behave किया
माना के अब हम साथ नही है
पर चुप चुप रहने भी तो बात नही हैं
कभी मिलो तो बोल लिया करो
बंद गांठो को खोल लिया करो
शिकायत हो तो दूर करो
पर यारो को खुद से न दूर करो
Cute Romantic Love Sms for Her
Tujhe chahte hai be inteha par chahna nhi aata,
Ye kaisi mohabbat hai k hamein kehna nahi aata
Zindagi mein aa jao hamari zindagi ban kar,
Ke tere bin hamein zinda rehna nahi aata,
Har pal tujhe bus tujhe duaon me mangte hain,
Kya kare k tumhare siwa kuchh mangna nhi aata.
Hindi Romantic Sms for Girlfriend | Cute Tareef Shayari
Teri saadgi ko nihaarne ka dil karta hain,
Tamaam umr tere naam karne ka dil krta hai
Ek mukammal shayari hain tu kudrat ki,
Tuje ghazal banake juba pe lane ka dil krta h
Hindi Romantic Sms for Girlfriend | Cute Tareef Shayari
Teri saadgi ko nihaarne ka dil karta hain,
Tamaam umr tere naam karne ka dil krta hai
Ek mukammal shayari hain tu kudrat ki,
Tuje ghazal banake juba pe lane ka dil krta h
Most Hot Romantic Shayari for Girlfriend/Wife
Tere jism pe apne jism ko rakhu
Tere honton ko apne honton se maslu
Tujhe pyar main itni shiddat se karu
Ki us mithe dard se teri aah nikal jaye,
Dard se teri aankho se aasu jhalak jaye
Or tu tan se or mann se sirf meri ho jaye
Badan se tere lipta rahon or subha ho jaye
Subha tujse jb main puchu teri raat ka aalam
Tu sharma kar mere seene se lipat jaye…!
Jo tum nahi zindagi me to fir kuch nahi
Aghosh mein lelo mujhe tanha hoon main
Basa lo dil ki dhadkan me tanha hun main
Jo tum nahi zindagi mein toh fir kuch nahi
Sama jao mujhi mein ke tanha hoon main
Very Romantic Shayari for Her | Love Sms on Husn
Tum haseen ho, gulab jaisi ho,
Bahut nazuk ho khawab jaisi ho,
Hothon se lagakar pee jaun tumhe
Sir se paanv tak sharab jaisi ho…!!
Sweet Romantic Love Status in Hindi
Lag ja gale ki phir ye haseen raat ho na ho
Shayd fir es janam me mulaaqaat ho na ho
2 Lines Romantic Status in Hindi
Apne haseen hotho ko kisi parde me chipa liya karo,
Hum jara gustakh log h, najro se chum liya karte hai
Best Cute & Lovely Romantic Love Sms in Hindi
Tujhse roo-ba-roo hokar baate karu,
Nigahe milakar wafa ke waade karu,
Thaam kar tera hath bethu tere samne,
Teri haseen surat ke main najare karu,
Sharma kar najro se tera kuch chupke keh jana,
Teri nigahon ke wo ishare samjhoo,
Teri har ek ada par kar doo kayi shayari,
Har lafz mein waafa ke daawe karu,
Sambhale nahi sambhalti ‘jaana’ ye dil ki tadap,
Tu hi bata main kab tak yu aahein bharu…









.jpg)


I really appreciate this wonderful post that you have provided for us. I assure this would be beneficial for most of the people.
ReplyDeletesocial bookmarking service
Happy holi
ReplyDeleteHappy holi wishes in hindi
Happy holi 2020
Happy holi shayari
Happy holi shayari wishesHappy holi
Happy holi wishes in hindi
Happy holi 2020
Happy holi shayari
Happy holi shayari wishesHappy holi
Happy holi wishes in hindi
Happy holi 2020
Happy holi shayari
Happy holi shayari wishes