Zindagi bhar udaas rehna hai uske bina,
sochta hu to muskura deta hoon…
Mana ke kismat pe mera koyi jor nahi….
Par ye such h ke mohabbat meri kumjor nahi,Us ke dil me, uski yaado me koi aur hai lekin,
Meri har saans mein uske siwaa koi aur nahi..
Zinda hu magar zindagi se door hu main
Aaj kyun es kadar majboor hoon mainBina jurm ke hi saza milti hain mujhe,
Kis se kahu ke aakhir be kasoor hu main
Kitab-E-Ishq Padh Rhe The.
Mera B Nam Usme Juda Mila.Maine apne Nam Ka Panna Khola.
Kismat Dekho Wahi Panna FATA Hua mila
Naseeb mera Q mujse khafa ho jata h,
Apna jisko B mano bewafa ho jata h,Q na ho shikayat meri nazro ko raat se,
Sapna pura hota nhi or sawera ho jata h..
Udas na baitho fiza tang karegi,
Gujre hue lamho ki sazaa tang karegi,Kisi ko na lao dil ke itna karib,
Q ki uske jane ke baad uski har adaa tang karegi....
Ab main hoon kisi aur ki, yeh mujhe bata ka royi
Pehle kehti thi ki nahi jee sakti tere bin
Aaj phir se woh baat dohra kar royi
Kaise kar loon uski mohabbat pe shak yaaron
Woh bhari mehfil mein mujhe gale laga kar royi.
Ulfat ka yeh dastoor hota hai
Jisse chaho wahi humse dur hota hai
Dil toot kar bikharta hai is kadar jaise
Kanch ka khilona girke choor choor hota hai!!!
Jaan chali jayegi yu imtihaan na lo | Sad Love Shayri
Wafaa ke badle bewafayi naa diya karo…..,
Meri umeed thukra ke inkaar naa kiya karo
Teri mohabbat me hum sab kuch kho bethe
Jaan chali jayegi yu imtihaan naa liya karo
Sad Sms in Hindi By Upset Girl
Na tang karo hume, hum sataye huye h
Mohabbat ka gum dil pe uthaye huye h,
Khilona samajh kar yu na khelo humse,
Hum bhi usi khuda ke banaye huye hai
Sad But Deeply Lines
Ess kadar aapko joh itna hasa raha hoon main
Naa samajna koyi rishta bana raha hoon main
Swaarth hain mera aur swaarthi hoon main….
Arthi k piche chale walo ki tadad bda rha hu main
Alone Boy Sad Shayari For Friends | A Love Messages
छोड दो तन्हाई मे मुझको यारो..
साथ मेरे रहकर क्या पाओगे….
अगर हो गई आपको भी मोहब्बत कभी
मेरी तरह तुम भी पछताओगे…
Kyu itna dil lagate hai log | Tuta Dil Sms
Wade wafa kar k kyu mukar jate h log
Kisi ke dil ko kyu tadpaate hain log….
Agar dil lagakar nibha nahi sakte to fir
Kyu dil ko dil se itna lagaate hain log
Dukh Bhari 4 Lines Shayari on Takdeer
Taqdeer ne jese chaha vese dhal gye hum
Bahut sambhal k chale fir bhi fisal gye hum
Kisi ne viswas toda toh kabhi kisi ne dil,
Aur logon ko lagta hain ki badal gaye hum
Love Broken Heart Sms in Hindi on Pain
जिसने भी की मुहब्बत, रोया जरूर होगा।
वो याद में किसी के खोया जरूर होगा।
दिवार के सहारे, घुटनों में सिर छिपाकर ,
वो ख्याल में किसी के खोया जरुर होगा।
आँखों में आंसुओ के, आने के बाद उसने,
धीरे से उसको उसने, पोंछा जरुर होगा।
जिसने भी की मुहब्बत, रोया जरूर होगा।






Hello, I have browsed most of your posts. This post is probably where I got the most useful information for my research. Thanks for posting, maybe we can see more on this. Are you aware of any other websites on this subject.
ReplyDeletesocial bookmarking service
Happy holi
ReplyDeleteHappy holi wishes in hindi
Happy holi 2020
Happy holi shayari
Happy holi shayari wishes
Happy holi
Happy holi wishes in hindi
Happy holi 2020
Happy holi shayari
Happy holi shayari wishesHappy holi
Happy holi wishes in hindi
Happy holi 2020
Happy holi shayari
Happy holi shayari wishes